SkyItech Script Me Sql Dtabase File Kaise Import Kare - Step By Step Full Details In Hindi - SqlHackerz.Com - SqlHackerz

SqlHackerz.ML: Latest Technology And Pubg Mobile Hacking Tutorials In Hindi

Breaking

Home Top Ad

Post Top Ad

Friday, June 8, 2018

SkyItech Script Me Sql Dtabase File Kaise Import Kare - Step By Step Full Details In Hindi - SqlHackerz.Com

SkyItech Script Me Sql Dtabase File Kaise Import Kare - Step By Step Full Details In Hindi - SqlHackerz.Com



Sql database for skyitech new version sqlhackerz.com


Hello Dosto Pichle Post Me Maine aapko Bataya Tha Ki Aap SkyiTech Script Ko Fully Install Kaise Kar Sakte Hai Our Mujhe Ummid hai Aapne Humare Us Post Ko Padhkar SkyiTech Script Ko Install Karna Sikh Liya Hoga,
Agar Aapko Nahi Pata Hai Ki SkyiTech Script Ko Aasani Se Kaise Install Kar ? To Aap Humari Ye Post Zaroor Padhe !

SKYITECH SCRIPT KO FULLY INSTALL KAISE KARE - STEP BY STEP DETAILS - HINDI - SQLHACKERZ.COM

Dosto Aapko SkyiTech Script Ko Install Karne Ke Baad Ek SqL Database File Bhi Import Karni Hoti Hai Uske Baad Hi Aapka Admin ID Pass Leta Hai,

Agar Aapke Pass Sql Database File Nahi Hai To Aap Yaha Se Download Kar Sakte Hein.

Download Sql Database
Dosto Agar Aapne Sql Database File Ko Download Kar Liya Hai To Neeche Diye Gaye Steps Ko Follow Kare !

Step 1. Sabse Pehle Aapko APne Cpanel Me Login Karna Hai.

Step 2. Cpanel Login Karne Ke Baad Aapko Aapko Database Wale Section Me phpMyAdmin Ka Option Show Hoga Aapko Uspar Click KArna Hai.
Sql database for skyitech new version sqlhackerz.com

Jaise Hi Aap phpMyAdmin Ke Option Par Click Karenge To Ek Dashboard Open Hoga Jisme Humare Database Ka Control Hota Hai.
To Waha Aap Left Slide Me Apna Database Select Karke Apna Sql Import Kar Sakte Hein.
Neeche Di Gayi Image Ke Steps Ko Follow Kare.

Sql database for skyitech new version sqlhackerz.com

Step 1. Jo Database Aapne Banaya Tha Uspar Click Karna Hai.
Step 2. Database Par Click Karte Hi Aap Dekhenge Ki Uper Ek Import Ka Option Show hO  Raha Hai. Aapko Uspar Ek Baar Click Karna Hai.

Step 3. Ab Aapko Choose File Ke Option Par Click Karna Hai Jaise Ki Image Me Diya Gaya Hai.

Step 4. Choose File Par Click Karne Ke Baad Aapko Apni Sql Database Wali File Ko Select Karna Hai.

Step 5. Ab Aapko Neeche Go Buttone Par Click Karna Hai Click Karne Ke Kuch Hi Seconde Me Aapka Sql Database Install Ho Jaayega.


Dosto Ab Aap Apne SkyiTech Ki Website Ke Admin Panel Me Login Kar Sakte Hein Our Agar Aap Mera Sql Database File Use Kar Rahe Hein To Uska ID Password Mene Neeche Diya Hai.

Username: admin 
Password: 12345
Dosto Mujhe Ummid Hai Aapko Samajh Aagaya Hoga Ki Sql Database Ko Import Kaise Karte Hein,
Agar Aapko Koi Pareshani Aarahi Hai To Aap Mujhe Comments Me Bata Sakte Hein.

Thanks For Reading... :)

No comments:

Post a Comment

Post Bottom Ad