SkyiTech Script Ko Fully Install Kaise Kare - Step By Step Details - Hindi - SqlHackerz.Com - SqlHackerz

SqlHackerz.ML: Latest Technology And Pubg Mobile Hacking Tutorials In Hindi

Breaking

Home Top Ad

Post Top Ad

Friday, June 8, 2018

SkyiTech Script Ko Fully Install Kaise Kare - Step By Step Details - Hindi - SqlHackerz.Com

SkyiTech Script Ko Fully Install Kaise Kare - Step By Step Details - Hindi - SqlHackerz.Com



skyitech script ko install kaise kare sqlhackerz.com

Hello Dosto Aaj Ki Post Me Mai Aapko SkyiTech Script Ko Fully Install Karne Ki Process Bata Raha Hu, Agar Aap Ke Pass Download Website He Ya Aap Music Download Website Banana Chahte Hein To Music Website Ke Liye Sabse Acchi PHP Script Me Sirf SkyiTech Hi Hai Dosto Kyuki Isme Bahut Saare Aise Feutures Hai Jo Aapko Normely Auto Index Script Me Nahi Milte He.
Dosto Iska Admin Panel Bhi Bahut Stylish Hota Hai To Aap Ise Ek Baar Zarror Try Kijiyega.

Dosto Me Niche Kuch Process Bata Raha Hu Jisse Aap APni SkyiTech Script Ko Fully Install Kar Sakte Hein. To Aap Neeche Diye Gaye Steps Ko Follow Kare !

Our Dosto Aapko Full Version SkyiTech Script Chahiye To Comment Me Apna Email Post Zaroor Kare !
Sabse Pehle Aapko Aapko Apne Cpanel Ke  File Maneger Me Jana Hai Our Apni SkyiTech Script Ko Public_html Wale Folder Me Upload Karke Extract Kar Dena Hai.


Dosto Ab Aapko Apni Hosting Cpanel Me Jaana Hai Our Waha Par Aapko Ek Database Create Karna Hai.

Database Create Karne Ke Baad "Database User" Our "Database Password" Ko Copy Karke Notepad Par Rakh Le Kyuki Iski Hume Bahut Jagah Zaroorat Hogi.




Dosto Ab Installation Process Start Karte Hein, Me Jo Folder Bata Raha Hu Unhi Folders Ko Edit Karna hai Bus.
Installation Process Start Karne Ke Liye Aap Apne Cpanel Ke File Maneger Ko Open Kare Sara Kaam Wahi Ka He Ab.

Public_html/index.php
Apne File Maneger Me Jaana Hai Our Public_html Wale Folder Me Dekhna Hai Waha Ek File Hogi "Index.php" Name Se Uspar Click Karke Edit Kare.
Our Sitename Our Site URL Change Kar De.

Aap No. 3 Ki Line Me www Ke Sath Apna “Site Url” Daale. Our No.4 Par http Ke Sath Site Url Dalein. No.10 Par Sitename Daal Denge. Our Aage Hum Inko Hi Site Url Our Sitename Ki Jagah Par Use Karenge.

SkyiTech/dbconeect

Dosto Is Folder Me Hum Apna Database Connect Karenge.
Yaha Hume No.4 Se No.8 Tak Edit Karna Hai, Yaha Aap No.4-6 Me Database User Daal Dijiye Our No.5-7 Me Database Me Database Ka Password Dalein No.8 Me Database Ka Name Daal Kar Save Kar Dijiye.


SkyiTech/Config/database.yml
Isme Aapko 14,20,21,22 Line Ko Edit Karna Hai.
No.14 Par Sitename. No.20 Database Name. No.21 Database Name Our No.22 Database Password. Daalkar Save Kar Dena Hai.

SkyiTech/Config.prople.ini
Isme Aapko No.5 Our No.6 Wali Line Me Apna Sitename Replace Karke File Ko Save Kar Dena Hai.

SkyiTech/Apps/fontend/config/app.yml
Ab Aapko 1,2,3,4,8,10,11,12 Line Ko Edit Karke Apni Sitename, Our Site Url Ko Change Karna Hai.

No-1.2.3.4.8.11 Par Apna Sitename Daalna Hai Our No.10-12 Par Apna Site Url Daalkar Save Kar Dena Hai.


SkyiTech/Apps/fontend/config/setting.yml
Is File Me Aapko No.10 Par Apna Sitename Replace Karke File Ko Save Kar Dena Hai.


SkyiTech/Apps/fontend/config/view.yml
 Is File Me Aap NO.6 Wali Line Me Jo Marzi Daal Sakte hai. Sitename, Site Url, Ya Apna Name Bhi Daal Sakte Hai. Or File Ko Save Kar Dena Hai.

SkyiTech/Apps/fontend/modules/defoult/action/action.class.php
Is File me Aapko NO.19 Wali Line Me Apna Site Url Our 20 Wali Line Me Sitename Daalkar File Ko Save Karna Hai.


SkyiTech/Apps/backend/config/app.yml

Dosto Is File Ko Thoda Dhyaan Se Edit Kare Kyuki Agar Isme Zara Bhi Gadbad Hua To Admin Panel Me Error Aajayega.
Is File Me Aapko NO. 3,4,5,6,8,10,11,12,13,14,15,16 Tak Ki Lines Me Apna Sitename Our Site Url Replace Karne Hai Our Replace Karke File Save Kar Dena Hai.


SkyiTech/Apps/backend/config/setting.yml
Is File Me No.9 Par Apna Sitename Daalkar File Ko Save Kar Dena Hai.


SkyiTech/Apps/backend/config/View.yml
Is File Me Aapko No. 6,18,19,21 Line Me Apna Site Url Our Sitename Change Karke File Ko Save Kar Dena Hai.


SkyiTech/Apps/backend/modules/category/action/action.class.php

Is File Me Aapko NO.43 Me Apna Site Url Change Karna Hai. Our No.44 Par Only Sitename Change Karke File Ko Save Kar Dena Hai.

css/sitename.css
Is File Me Apne Css Ke Folder Me Jaaker Apni Css File Me Apna Sitename Change Kar Dena Hai.

adminpanel/index.php

Cpane Me mm-admin4589 Ke Folder Ko Open Karein Our Usme index.php File Ko edit Karke  No-2,3,9 Wali Line Me Site Url Our Sitename Change Karke File Ko Save Kar Dena Hai.

SkyiTech/Apps/backend/modules/advt/templates/indexSuccess.php

Ab Aapko Is File Me NO.59 Par jaakar Apna Sitename Change Kare File Ko Save Kar Dena Hai.

Siteuploads/advt/siteusername

Dosto Is Folder Ko Apne Sitename Se Replace Kar Dena Hai.

siteupload/...
Dosto Aapko Yaha Last Me Do File Ko Edit Karna Hai. 1 settings-m.php2 settings-p.php Dono File Me Apni Site Se Related Keywords Set Kar Sakte Ho. Our Apna Site Url Change Karke Dono Files Ko Save Kar Dena Hai.


Ab Apni Website Ko New Tab Me Open Karke Dekhe.

Congratulations :)

Aapne Apni SkyiTech Script Ko Succesfully Install Kar Liya Hai But Dosto Aapko Ek Baat Batana Chahunga Ki Jab Tak Aap SkyiTech Sql File Ko Import Nahi Karoge Tab Tak Aapka Admin Panel Open Nahi Hoga. Isliye Aapko Isme Sql File Ko Import Karna Hota Hai,
Agar Aapko Nahi Pata Hai Ki Sql File Ko Import Kaise Kare ? To Aap Humara Ye Post Padhe,

SKYITECH SCRIPT ME SQL DTABASE FILE KAISE IMPORT KARE - STEP BY STEP FULL DETAILS IN HINDI - SQLHACKERZ.COM


Dosto Ummid Hai Aapko Mera Ye Post Pasand Aaya Hoga. Agar Aapko Pasand Aaya To Apne Dosto Ke Saath Is Post KO Share Zaroor Karein Our Agar Aapko Koi Bhi Problems Aarahi Hai Is Script Ko Install Karne Me To Aap Mujhe Comments Me Zarroor Bataye.


Thanks For Reading... :)

2 comments:

  1. demo https://www.youtube.com/watch?v=RSEeNz4PUZw

    Hello friends, Now Skyitech Script Is more Advanced,
    I Added New Functions to SKyitech:
    1. Voice Track Mixer First,Center,Last,End
    2. Youtube To mp3
    3. mp3 Bitrate Conveter 64, 128, 192, 320kbps
    4. Video Watermark with converter and vocie track
    5. Auto SItemap Generator
    6. Auto Latest Update
    7. Latest Update Notification
    8. Gener By Latest Update
    9. Gener Wise Songs (Mood)
    10. Label, Music, Director, Writer, Mood, etc
    11. Og:Properties Supported
    12. All Type Url Upload Support
    13. Users File Uploader
    14. User Wrie Request
    15. Marquee slide show Songs
    16. 100% safe Protected From hackers

    if You Need this Functions in Your Script Then I will Add..
    you can contact with me https://facebook.com/mehmiwap

    ReplyDelete
  2. Bhai skyitech script kaha Se download kare

    ReplyDelete

Post Bottom Ad