Latest 2018 Css Code For Wapkiz/Php Website || वैकिज़ वेबसाइट में CSS Code कैसे लगाए | हिंदी - SqlHackerz.Com - SqlHackerz

SqlHackerz.ML: Latest Technology And Pubg Mobile Hacking Tutorials In Hindi

Breaking

Home Top Ad

Post Top Ad

Saturday, June 16, 2018

Latest 2018 Css Code For Wapkiz/Php Website || वैकिज़ वेबसाइट में CSS Code कैसे लगाए | हिंदी - SqlHackerz.Com

Latest 2018 Css Code For Wapkiz/Php Website || वैकिज़ वेबसाइट में CSS Code कैसे लगाए | हिंदी - SqlHackerz.Com

latest css themes free download sqlhackerz.com
latest css themes free download sqlhackerz.com

Hello Dosto Aaj Ke Is Post Me Mai Aapko Ek Aisa Css Code Dene Wala Hu Jiska Maximum Use Hota Hai SkyiTech Script Me. But Aaj Me Aapko Ye Css Code Wapkiz Website Ke Liye Dene Wala Hu.
Dosto Isko Aap Directly Import Bhi Kar Sakte Hein Apni Wapkiz Website Me Ya Aap Css Code Ko Copy Karke Apni Wapkiz Website Ke Themes Wale Box Me Is Code Ko Paste Kar Sakte Hein.

But Dosto Aaplog Se Ek Request Hai Ki Aap Is Css Ka Demo Ek Baar Zaroor Dekh Lein Demo Link Mene Neeche Diya Hai,

CSS DEMO LINK

CSS FEUTURE


  1. Fast Loading
  2. Good Color Combination
  3. Smart Search BOX
  4. Background Image
  5. Change/Remove BG-IMAGE
Dosto Agar Aapko Ye Css Pasand Aaya Hai To Aap Isko Apni Wapkiz Ya PHP Website Me Use Kar Sakte Hein.
Agar AAP Is CSS Code Ko Download Karna Chahte Hein To Neeche Diye Link Se Kar Sakte Hein.



CSS CODE KAISE LAGAYE ?

Dosto Is Poore Css Code Ko Copy Karke Aapko Apni Wapkiz Website Ke Panel Me Jaana Hai Our Phir Themes Me Jaana Hai Our Phir Aapko Click Karna Hai EDIT FULL CSS THEMES Wale Option Me Our Is Poore Code Ko Waha Paste Karna Hai.

Uske Baad Apni Website Ko Open Karke Dekhe Aapka Css Change Ho Chuka Hai.

Back Ground Image Kaise Badle ?
Dosto Agar Aap APni Website Ke BackGround Wali Image Ko Hatana Chahte Hein Ya Badlna Chahte Hein Our Apni Koi Bhi Photo Lagana Chahte Hein To Neeche Diye Gaye Steps Ko Follow Kare.

Dosto Agar Aapne Css Laga Diya Hai Our Aap Back Ground Image Ko Change Karna Chahte Hein To Aapko Jo Process Me BaTA Raha Hu Usko Follow Karein.

Step 1. Aapko Sabse Pehle Apni Wapkiz Website Ke Panel Me Jaana Hai Our Themes Par Click Karna Hai.

Step 2. Jaise Hi Aap Apni Website Ke TRhemes Par Click Karenge Waise Hi Aapke Saamne Aapke Saare Css Code Aajayenge Jisme Se Aapko Sabse Pehla Css Code Edit Karna Hai Aap Neeche Dekh Sakte Hein.



 body{background:#eee;color:red;background: url(http://image.ibb.co/d4f2q7/images_51.jpg);font-family: 'Trebuchet MS',Georgia, Times, Times New Roman, sans-serif;font-size:13px;min-width:300px}



Is Poore Code Me Aapko Sirf Image URL Change karna Hai Jo Ki Mene Red Color Se Dikhaya Hai.

Step 3. Aapko ( ) Ke Andar Apni Kisi Bhi Image Ka Link Paste Karke Save Kar Dena Hai.



Note: Agar Aapne Image URL Link Ke Alawa Koi Bhi Code Change Kiya To Aapki Website Ka Css Code Work Nahi Karega !


Dosto Agar Aapko Kisi Bhi Website Ka Css Code Free Me Chahiye Ya Phir Aap Kisi Bhi Website ka Koi Bhi Code Copy Karwana Chahte Hein To Comments Me Apna Email Addres Bataye Me Aapko Copy Karke Email Kar Dunga.

Ya Aap Kisi Bhi Type Ki Website Banwana Chahte Hein To Comment Zaroor kare !

Dosto Ummid Hai Aapko Post Pasand Aayi Hogi Agar Aap Aise Hi Free Code Ya Script Lena Chahte Hein To Humari Website Par Roz Visite Karte Rahein,
Our Humari Website Ko Support Kare Our Is Post Ko Share Zaroor Kare !

Thanks For Reading... :)

3 comments:

  1. wow great article thanks for sharing.
    http://www.onlineknowledgeinhindi.com

    ReplyDelete
  2. It is a common practice among PHP developers to execute conditional code with If/Else statements. But the developers have to writing additional code to execute conditional code through If/Else statements.affordable website design

    ReplyDelete

Post Bottom Ad