Website Ya Blog Ke Liye Free Domain Kaise Register Kare [Hindi] - SqlHackerz

SqlHackerz.ML: Latest Technology And Pubg Mobile Hacking Tutorials In Hindi

Breaking

Home Top Ad

Post Top Ad

Wednesday, May 2, 2018

Website Ya Blog Ke Liye Free Domain Kaise Register Kare [Hindi]

Free domain register kese kare
Hello Dost Aaj Ki Post Me Bataunga Ki Aap Free Domain Kaise Le Sakte Hai.
Jaise  .Tk .Gq  .Ml .Ga Our .CF
To Dosto Ye Hai Free Domains Jo Ki Hum Freenom.Com Se Free Me Le Sakte Hai,
Kuch Log Website Banana Sikhte Hai Ya Phir Jinke Pass Koi Website Hai But Domain Lene Ke Liye Paisa Kam Hai Ya Nahi Hai To WO Log Ye Free Domains Apni Website Par Laga Sakte Hai,
But Agar  Aap Aapne Professional Blog Ya Website Par Free Domains Lagana Chahte Hain To Iske Liye Me Aapko Free Domain Suggest Nahi Karunga Dosto.
Kyonki Har Koi Chahta  Hai Ki Uska Professional Website Accha Dikhe Our Bahut Se Log Apni Professional Website Me To Label Domain Ka Hi Use Karte Hain.

But Agar apka blog Ya Website Sirf sikhne ke liye hai ya sikhne ke liye ap blog create karna chahte hai to aap us par free domain use kar sakte hai Our Agar Aap chahe Hai to apne main blog me bhi use kar sakte Ok So... 

Free domain register kese kare -

Free domain register karne ke liye ap aage bataye gaye sabhi steps ko thik se follow kare uske bad ap bhi apna domain jarur register kar payenge

1. Sabse pehle ap google me jaye or freenom.com search kare or1st link par click kare ya address bar me Www.freedom.com likhe ya phir yaha click kare www.freenom.com

2. Ab apki screen par freenom.com website open ho jayegi,

3. Ab ap yaha par find a new free domain par click kare or apna blog ka name Ya website ka name (jis bhi name se aap domain lena chahte ho) type kare,

4.  name type karne ke bad ap check availability par click kare

5. Yaha par apki website ke liye jo bhi domain available hoga vo dikhai denge

6. Yaha par apko jo bhi domain register karna hai us domain ke niche Get it now par click kare

7. Domain select karne ke bad upar checkout par click kare


Day Wishing Php Website Kaise Banaye ? Php Website Se Unlimited Earning Kaise Kare ? 



8. Yaha par ap domain period choose kar sakte h ki ap kitne month ke liye free domain use karna chahte h yaha se ap 1 year tak choose kar sakte h to aap ¹²month select karlen, uske bad continue par click kare

9. Ab yaha par ap apni email id dale or verify my email address par click kare

10. Ab ap new page me apna gmail account open kare or freenom se jo mail aya h uspar click kare yaha par mail par apko ek link show hoga us par click kare

11. Link me click karene ke bad ap ye form ko thik se filup kare yaha par apko apni personal detail dalni h jese pic me mene dali he vase hi apni sabhi details dal de or uske bad complete order par click kare

12. Yaha par apko apke domain name ka order number mil jayega.


Wapkiz Website Secret Unlimited Earning Tips & Tricks

13. Ab apka free domain successfully register ho gaya hai 

14. Ab ap my domain par click kare or apna domain check kare 

15. Ab hamne feeenom se ek free domain register kar liye hai ab register kiye domain ka use karne ke liye apko domain ko blog ya website me add karna hoga

Is prakar se ham free freenom website se apne blog or website ke liye free domain register kar sakte hai ,
Dosto Ummid Hai Aapko Post Pasand Aayi Hogi,
Agar Aapko Apan Free Domain Register Karne Me Koi Bhi Problems Aarahi Hai To Aap Mujhe Comments Karke Bataiye Me Aapki Poori Help Karunga,
Thanks You !

No comments:

Post a Comment

Post Bottom Ad