Android Mobile Ki Speed Kaise Badhaye || Apne Mobile Ko Hang Hone Se Bachane Ki Trick In Hindi 2018 - SqlHackerz.Com - SqlHackerz

SqlHackerz.ML: Latest Technology And Pubg Mobile Hacking Tutorials In Hindi

Breaking

Home Top Ad

Post Top Ad

Tuesday, May 29, 2018

Android Mobile Ki Speed Kaise Badhaye || Apne Mobile Ko Hang Hone Se Bachane Ki Trick In Hindi 2018 - SqlHackerz.Com

Android Mobile Ki Speed Kaise Badhaye || Apne Mobile Ko Hang Hone Se Bachane Ki Trick In Hindi 2018 - SqlHackerz.Com

Android Mobile Ki Speed Kaise Badhaye

Dosto Aaj Ki Date Me Android SmartPhones Lagbhag Sabhi Log Use Karne Lage Hai But Time Ke Saath Saath Unke Mobile Ki Speed Bahut Kam Ho Jaati Hai,
Uski Yahi Wajah Hoti Hai Ki Jaise Jaise MObile Purana Hota Jata Hai Waise Hi Uska Processor Bhi Week (Kamzor) Hota Jata Hai Our Bahut Hi Slow Work Karta Hai,
Jab Bhi Aap Koi App Ya Game Open Karoge To Bahut Der Baad Screen Par Aayega Iske Pehle Screen White Rahegi,
To Dosto Aaj Ki Is Post Me Mai Aapko Isi Problem Ka Solution Batane Wala Hu,

Is Process Me Hum Apne Mobile Ko Thoda Free kar Denge Matlab Halka Kar Denge Iske Baad Aapka Mobile Bahut Hi Speed Se Work Karega,

Darne Ki Zaroorat Nahi Hai Aapke Mobile Ko Isse Koi Nuskaan Nahi Hoga,

To Dosto Aaplog Ko Aaj Ki Post Me Mai Kuch Tips Our Tricks Batane Wala Hu Jisse Aap Apne Android Mobile Ki Speed 100% Badha Sakte Hai To chaliye Dosto Start Karte Hain,

Dosto Waise To Mene Pehle Bhi Bata Chuka Hu Ki Aapka Mobile Agar bahut Hi zyada problem kar raha hai to aap usko easyly flash karke usme new software daal sakte hain agar aapne abhi tak wo post read nahi ki hai to kar sakte hain,

our agar aap apne mobile ki speed ko badhana chahte he to kuch steps diye gaye hain neeche unhe follow kare aapke mobile ki speed 100% badh jaayegi,

Step 1. Apne Mobile Ki Setting Me Jaaye Our Sabse Last Me aapko About Phone Ka option milega uspar click kare,

Step 2. Ab aapko build number ka option milega aapko uspar 7 baar ya 8 naar continue click karna hai,
Devloper option android mobile SQLhackerz.Com
Agar Koi Bhi Pareshani Ho To Is Image Ko Dekhe Isme Bahut Acche Se Bataya Gaya Hai

Step 3. jab aap 7-8 baar countinue click karenge to aapke mobile par Devloper Option Ki Setting Aaj Jaayegi Jo Ki Aapke Mobile Ki Setting Me About Phone Ke Option Ke Upper Hogi,

Step 4.Agar Aapke Mobile Par Pehle Se Devloper Option Eneble Hai To Aap Uper Ki Teeno Steps Ko Skip Kar Sakte Hain,

Step 5. Ab Aapke Mobile Par Devloper Option Eneble ho gaya hai aapko uspar click karna hai,

Step 6. Ab Aapko Neeche Aana Hai Waha Par Aapko Window Animation Scale Ka Option Show Hoga Jisper Default Windows Animation Scale 1.5x Save Hoga,
 Aapko Usko Off Kar Dena Hai, Our Isi Type Ke 2 Option Our Honge Transition Animation Scale Our Animator Duration Scale To Aapko Unko Bhi Off Kar Dena Hai,

devloper option enebled sqlhackerz.com


Dosto Ap Aapko Apna Mobile Ek Baar Reboot Kar Lena Hai Yani Switch Off  KarKe Switch On Karna Hai Our Uske Baad Dekho Kamaal :p

Aapka mobile Pehle Se Zyada Fast Ho Jaayega :) Agar Aapko Koi BHi Pareshani Aarahi Hai IS process Me To Aap Comments Karke Mujhe Bata Sakte Hein.

Thanks For Reading :)

No comments:

Post a Comment

Post Bottom Ad