Wapkiz Website Ke Liye Latest Code || New Style Mouse Effect Code For Wapkiz-SqlHackerz.Com - SqlHackerz

SqlHackerz.ML: Latest Technology And Pubg Mobile Hacking Tutorials In Hindi

Breaking

Home Top Ad

Post Top Ad

Tuesday, May 22, 2018

Wapkiz Website Ke Liye Latest Code || New Style Mouse Effect Code For Wapkiz-SqlHackerz.Com

Wapkiz Website Ke Liye Latest Code || New Style Mouse Effect Code For Wapkiz-SqlHackerz.Com


hello dosto aaj ke post me mai aapko apni wapkiz website ke liye ek aisa code dene wala hu jisko apni website par lagane ke baad aapki website ka mose stylish ho jayega,
dosto us code ka name hai Mouse Pointer Effect Code,
to dosto aaj ke is post me mai aapko bataunga ki aap kaise apni website ka mouse pointer change karenge,
dosto mouse pointer apni website par lagane se bahut fayde hai agar aap is code ko apni website par lagate ho our koi bhi visitor jab aapki website par aata hai to uske computor ka mouse pointer red colour ka ho jatahai our jab wo use kisi bhi direction  me lekar jaata hai to uske pointer se stars girte hein our ye hi nahi dosto jab wo kisi link par apna mouse lekar jata hai tab mouse pointer ek hand jaise ✍ jaisa ban jaata hai our bhi iske kuch effects hai wo aapko is code ke lagane ke baad pata lag jayega,

Mouse Pointer Kyu lagaye : Dosto Mouse pointer Lagane Se Aapki website ka Lok Change Ho Jaata Hai or agar aap apni website ko desighn karna chahte hein to ye bhi ek type ka desighn code hi hai,
Is code ko lagane ke baad Koi Bhi Visitor Aapki Website Par Aayega To Aapki website ko bookmark Zaroor karega,
   

To Dosto Ye To Baat Ho Gai Ki mouse pointer code aap apni website me kyu lagaye ?
ab baat karte hein ki isko apni wapkiz websit me kaise lagaye ?

To Chaliye Dosto Steps Follow Karte Hein.

Step 1- Sabse Pehle Wapkiz.Com Par Jaaye Our Apna email password dalkar apne account ko login kar le,

Step 2- Apna Wapkz account login ho jaane ke baad website  ko panel mode me open kar le,
Sqlhackerz.Com


Step 3- Panel Mode me Jab aapka website open ho jaaye to Aap Scroll Karke niche aaye our Extra Wale folder me Ek Header Option Hoga Uspar Click Kare,

Step 4- Header Wale Folder Par Click Karne Ke Baad Dobara Se Panel Par Click Kare,

Step 5- Panel Par Click Karne Ke Baad  Html / Tag Code Ka Option Aayega Usepar Click Kare Our Code Ko Yaha Se Download Kare,
Agar Aapko Code Copy Karne Me Koi Pareshani Aarahi Hai To Aap Humari Website DjPrinceRajMix.Com Se Download Bhi Kar Sakte Hein,


Sqlhackerz.Com




Step 6- Code Ko Box Me Paste Kar De Our Edit Par Click Kare,


Done
Ab Apni Website Ko View Mode Par Open Kare Our Dekhe Ki Aapki Website Ka Mouse Coursor Change Ho Gaya Hai,


Note: Ye Effect Sirf PC/Laptop Me Work Karta Hai Kyuki Pc Me Hi Mouse Hota Hai :p

post pasand aayi hai to share zaroor karna our agar aise hi unique codes chahiye to website par Roz Visit Kare Ya Subscribe Karelein,
Website Ki notification Ko Subscribe karne ke baad aapko apne email par humare new post ki notification mil jayegi,


Thanks for Reading :)

2 comments:

Post Bottom Ad